Poetry Wallpapers 2014 2015
Today I am sharing with you latest and updated 2014-2015 poetry wallpapers HD. These are poetry written by different poets. In this poetry wallpapers written poetry is outstanding,sad, romantic, wish and so beautiful poetry. If you read this poetry by heart you feel that you are on sky and going to your lover. This is unbelievable. I cannot be explain. How can I explain. I have no words to explain about this poetry.
Yeh Tajurba hua hay bujhay charaghon se keh Her andhera hamen dekhna sikhata hey |
Honay do Mukhatib Aj mjhay in honsto sy Abbas baat na tu samjhay na mein rahay jari guftugoo raat bhar |
Tu Hawa kay rukh pey chahto ky diay jalany ki zid na kar yeh udas logo ka sheher hay yahan muskuranay ki zid na kar. |
Nhi sajday kiay hum ney gheon ki chokhat per hamen js ki zaroorat ho hum khuda sey mang letay hein |
Mjhay apnay kirdar pe itna tw yaqeen hay Koi mjhay chorh sakta hei magr bhula nhi sakta. |
Mjboorion kay naam pe Daaman Bcha gaye woh log js nay pyar mein dawa wafa ka kia tha! |
Mera chup rehna kahin nafrat na samajh lena hum akeylay pan mein khud ko tm sa mehsoos kartay hein. |
Is kay chehray ki masoomiat pe na jana bewafa log aksar fankar hoa kartay hein |
Muhabbat mili tw neend bhi na rahi faraz Gum naam zndgi thi tw kitna skoon tha. |
Yeh theek hay nahi marta koi judayee mein khuda kissi ko kisi sy magar juda na karay. |
Ishq hara hay to dil tham k kio bethay ho? Tm tw har baat pe kehtay thay, koi baat nhi... |
Haya say sar jhuka lena ada sy muskura dena Haseeno ko bhi kitna Sehal Hay Bijli Gira Dena |
Mein kia janu bewafayee ki luzat Mein kb us k dil mein Rehta tha. |
Kabhi kabhi k tasawar say ji nhi bharta mere khayalo mein ao to baar baar aao. |
Jb tk na lagay bewafayee ki thokar Her kisi ko apni mohabbar per naaz hota hey. |
Andaaz apna dekhtay hein Aynay mein Woh Zulfen Sanwar k Kbhi Zulfen Bkher kay. |
Churha kar haath narmi sey yeh kehti hay mjh ko Abhi tk gher mehram hoo tumhari kuch nhi lgti. |
Tum say milta hon tw is soch mein Par jata hoo keh waqt k pao mein zanjeer mein daloo kesey. |
Nazuk Mazaj hay woh pari kuch is qadar Payal jo pehni paon mein to cham cham sey dar gayee. |
Likhay thay baraf per us ny sabhi waday wafaon kay To is aghaz ka socho keh kia anjaam hona tha. |
Goonjtay rehtay hein alfaz meere kanon Mein Tu tw araam se keh deta hey ALLAH Hafiz |
Ao kbhi Youn Bhi Mere Paas Keh Anay Mein Lamha aur janay mein zindagi guzar jaye. |
Zakham day k na poocho dard ki shiddat Dard to dard hay thora kia aur ziada kia |
Maloom nhi mere dil ko tum se kitni mohabbat hey Na hi tum bin jeenay ka taswar karta hay na hi marnay ka sochta hey. |
teri yadon ki ulfat sey to saji hey zindagi meri mien Pagal hooo? Jo tujhay bhool k Veran ho jaoo |
Ik sacha roop haqiqat ka ik Jhoota lfz Mohabbat ka |
Izhar-e-Tamanna Toheen-e-Tamanna He Tum Khud Hi Smjh Jao Mein Naam Nhi Loo Gi |
Mera Seedha Sadha Mazaj Tha Mujhay Ishq honay ki kia khabar? tere ik tabassum naaz ney mera sara zoq badal dia. |
Koi thukra day chahat ko to hans kr seh lena Mohabbat ki tabyat mein zabradasti nhi hoti |
Tumhari zindagi se mein boht sey faaslay ley kar Tumhen bs itna kehta hoo Kisi ko zindagi se Is tarah rukhsat nhi kartay Keh mjh ko zindgi se js tarah tum ne nikala he. |
Mein Qabil-e-Nafrat hoon To chorh day mjhko Wassi, Tu mjhse youn dikhawaay ki mohabbat na kia kar. |
Rooth janay ki ada hum ko bhi aati hey Kash hota koi hum ko bhi mananay Wala. |
Woh na milen tw kia hua yeh ishq hay hawas nhi Mein unhi ka tha unhii ka hoon! Woh mere nhi to na sahi |
Sab Haden Tor Kr Aj Had kar di Teri Yaad ney |
Dil ki ik Aarzoo Hi Reh gayee Kash Mein aur Tum Hum Hotay |
Ro raha tha mein kisi jalti hoi Khuwahish kay sath Kher Maqdam karnay aayee dhoop bhi baarish k sath |
Kabhi Munasib ho to hm se bhi ham kalam hona Suna hey tum wafa ki baten boht kartay ho |
Itni jaldi kia hey mjhay chorhnay ki Abhi to had baqi hey mjhay tornay ki. |
Qadam ruk say gaye hein Aj phool Biktay dekh kar Woh aksar mjh se kehta tha mohabbat phool jesi hey. |
Tora kuch is ada say taaluq us ney ghalib Keh sari umar apna kasur dhoondtay rahay. |
Woh Sath tha to mano jannat thi zindagi Ab tw har saans zinda rehnay ki wajah poochti hey. |
how i contact you
ReplyDelete