
Ye Makhmal Ka Badan Or Honthon Pe Gulaab
Zulfen Jaise Zanjeeren
Aankhon Mein Sharaab
Kab Tak Sabr Se Hum Kaam Lein
Tujhper Na Mare To Kiya Jiye
Masumiyat Tere Chehre Ki, Kudrat Ka Bayaan
Muskurahat Tere Labh Ki Masjid Ki Aazaan
Kamsin Kali Ki Tarah Paak, Zindgi Ki Kitaab
Kab Tak Sabr Se Hum Kaam Liye
Tujhper Na Mare To Kya Jiye
Tera Tehzeeb-E-Takallum, Bahaaro Ka Mizaaj
Teri Aawaaz Ka Rutba, Ussper Jism Nayaab
Mera Kayaash Tu Jamee Per Mujassim-E-Mahtaab
Kab Tak Sabr Se Hum Kaam Liye
Tujhper Na Mare To Kya Jiye
Tera Tehzeeb-E-Takallum, Bahaaro Ka Mizaaj
Teri Aawaaz Ka Rutba, Ussper Jism Nayaab
Mera Kayaash Tu Jamee Per Mujassim-E-Mahtaab
Kab Tak Sabr Se Hum Kaam Liye
Tujhper Na Mare To Kya Jiye
Tere Chehre Ke Aangan Per Zindgi Ke Mele
Teri Aankhon Ke Darpan Mein Khwahison Ke Rele
Wassi Kehta Hai Ke Tu Hai La-Jawaab
Kab Tak Sabr Se Hum Kaam Liye
Tujhper Na Mare To Kya Jiye
No comments:
Post a Comment